History of Baktashi Order and Mount Tomorr in Albania (Hindi & Urdu) - Livez Pk




History of Baktashi Order and Mount Tomorr in Albania (Hindi & Urdu)
2 years ago Views :190

Abdullah Zafar
Asslam o Alekum Dosto... Ottoman empire ki Jangju Foj Janissaries se tu aap sab hi waqif hon ge, hum is se pehle bhi is topic par kaye videos bana chuke hain... jesa ke aap jante hain ke is Foj ko is liye khatam kardiya gaya tha ke ye Saltanat e Usmania ke liye ek dard e sar ban chuki thi, is ke afsaran loot maar aur corruption main awal aur jang w jadal main bohut peeche the, is liye us dor ke sultan Mehmud Sani ne is foj ko safa e hasti se mita diya... ye foj ek khas maktaba e fikar se taluq rakhti thi jise silsila e baktashia kaha jata tha... humari aaj ki video isi sufi order yani roohani silsile ke bare main hai....
hit counters